Monday, February 21, 2011

or le jae apne sath hamesa a chahta hu.....

fir se ek nai subah ka intjar karta hu....

suraj ki wo pehli kiran ki chah rakhta hu...

pehli kiran unka didar lae wo sochta hu...

par har bar kaha hota he hamara socha,,,

bas a aas me akela aahe bharta hu...

wo na aae to khuda ka koi banda aae,,,

or le jae apne sath hamesa a chahta hu........jn

No comments:

Post a Comment