Sunday, December 26, 2010

kahi "JAAN" hi "JN" ki jaan ki dusman na ban jae....

kahi aap ki duriya kisiki majburiya na ban jae,

aap ki hasi kahi kisi ki yado me na beh jae,

aap ka gurur kisiki padchhai na ban jae,

aap k apne kahi sapne ban k na beh jae,

aap ka hasna kahi gam me na kho jae,

aap hi kahi aap me aap ko dhundhte na reh jao,

kahi "JAAN" hi "JN" ki jaan ki dusman na ban jae..........jn

No comments:

Post a Comment