Thursday, March 3, 2011

duniya se jana chahta tha"JN"koi"JAAN"ban k jina sikha gaya....

akela ban na chahta tha mehfil me aagaya...

jawab dhundhne niklatha sawal ban k reh gaya...

aaj unhe milna chahta tha bich rah me ruk gaya...

kuch kehna chahta tha chup ho k beth gaya...

haqikat ban na chahta tha sapna ban k beh gaya...

duniya ko dikhana chahta tha khud bhid me kho gaya...

pehli hi mulaqat me koi sadiyo ki pehchan bana gaya...

duniya se jana chahta tha"JN"koi"JAAN"ban k jina sikha gaya....jn

No comments:

Post a Comment