Wednesday, March 30, 2011

jab bhi pukare "JN" ko "JAAN" bas dod k aajau...

ang ang me deep jalau rom rom me jyot jalau....

jab jab yad satae teri tab me bhavar ban k aajau....

jab jab aae tu khvab me tab gehri nind se jag jau...

ek ek bol pe tere me doda doda hi aaju....

tu jab jab mage ek,, me hajaro le k aajau......

bund bund pani ki jaga sara sagar le k aajau.....

teri ek ek khusi k lie khud ko jalakar rakh kar jau....

bar bar nahi sirf ekbar kahe to sara jaha 6od k aajau....

jab bhi pukare "JN" ko "JAAN" bas dod k aajau......jn

No comments:

Post a Comment