Saturday, March 26, 2011

"JAAN" ki jan ka "JN" ki jan me jan dalna andaj hame bha gaya..

aap k andaj k andaj ka andaj hame bha gaya...

aap k jivan ka jina hame jina sikha gaya....

aap k sochne ki soch se hame sochna aa gaya...

aap ka pyar hame pyar se pyar karna sikha gaya...

aap ki aankhone aankho se hame aankhe milana sikha diya...

aap ki bato se bat kar k bato ka bahana hame aa gaya...

aap ki yado ko yad kar k yad karne ka andaj hame aa gaya...

aap ki har aahat ko aahat se pehchan ne ki aahat hame aa gai...

"JAAN" ki jan ka "JN" ki jan me jan dalna andaj hame bha gaya...jn

No comments:

Post a Comment