Saturday, April 16, 2011

fir ekbar "JN"JAAN" k khvabo me jine laga hai....

aaj fir man akeleme muskurane laga hai....

fir se aankho se wo bate karne laga hai....

kuch purane andaj ko nae banane laga hai....

fir se ekbar unka intjar karne laga hai....

fir se wo hi pyar bhare nagme gungunane laga hai...

bar bar na jane q aaina dekhne laga hai....

aaj fir se man wo waqt jine laga hai....

fir ekbar "JN"JAAN" k khvabo me jine laga hai.....jn

No comments:

Post a Comment