tu kya jane kis kadar tum pe marte hai..!!!
jese shama k lie parwana jalta hai..!!!
koi pyasa badal badli ko tarasta hai..!!!
koi bhula rahi manjil ko dhundhta hai..!!!
jese koi jindgi k lie saso ko tarasta hai..!!!
jese mor baris ki pehli bund ki rah dekhta hai..!!!
suraj ki pehli kiran k lie paudha betab hota hai..!!!
is kadar "JN" apni "JAAN" k lie betab hai.......jn
No comments:
Post a Comment